About Me

My photo
A citizen of a new big country Azad Hind Desh (India + Pakistan + Bangladesh).

Saturday, March 26, 2011

संच्चे इंसानों के अश्रु saNchche insanoN ke ashru نیک انسانوں کے آنسو


Mitra Praveen Kathuria ji ki prerna http://www.facebook.com/note.php?note_id=181485868559017 se .

संच्चे इंसानों के अश्रु तो

गम और ख़ुशी दोनों में

बराबर बहते हैं.

फर्क सिर्फ यही होता है,

की हम अपने लिए,

और वो औरों के लिए रोते हैं.

दूसरों के दर्द से तड़पते आंसू

मदद को हाथ बढ़ाने को,

खुलकर बरसते हैं.

औरों के प्रेम और ख़ुशी देख,

दिल में ख़ुशी भरते हुए,

ख़ुशी के अश्रु भी छलकते हैं.

अपने गम को भूलकर,

दूसरों की ख़ुशी के खातिर,

दर्द में भी वो मुस्काते हैं.

saNchche insanoN ke ashru to,

gam aur khushi donoN me,

barabar bathe hai.

Fark sirf yahi hota hai,

Ki ham apne liye,

Aur wo auroN ke liye rote hain.

dusroN ke dard se tadapte aaNsoo,

madad ko haath badhaane ko,

khulkar baraste haiN.

auroN ke prem aur khushi dekh,

dil me khushi bharte huye,

khushi ke ashtru bhi chhalakte haiN.

Apne gam ko bhulkar,

dusroN ki khushi ke khatir,

dard me bhi wo muskate haiN.

- Ghulam Kundanam.

Jiye Azad Hind Desh, Jai Azad Hind Desh, vaalo Azad Hind Desh(PK+IN+BD).

Om – Onkaar – Allah – God - Om.Sai.Ram - Madre.Watan.Hind - Vande.Matram.


No comments:

Post a Comment